Paypal ka naam to Aapne suna
hi hoga lekin kya Aap jante hai ki ye kis kaam Aata hai. Agar Aap Paypal ke
bare me nahi jante to don’t worry is post me Aapko Paypal ke bare me sari jankari
mil jayegi.
Dosto Aajkal sara kaam online
hota ja raha hai jaise shopping, bill payments, ticket booking etc. lekin
online payment ke liye hamko bar-bar Apna credit card ya debit card use karna
padta hai jis se hamara bahut sara time west hota hai or bank Account details
ke hack hone ka khatra bhi bahut hota hai.
Isliye online Money transaction
karne wale jyadatar log payment transfer and Receive karne ke liye Paypal
Account ka use karte hai. Internet par bahut se Online payment services
Available hai lekin Paypal ko sabse purana or Bharosemand payment service mana
jata hai.
Agar Aap India me hai to
dusre countries se payments Receive karne ke liye iska use kar sakte hai or
Agar Aap meri tarah ek blog/website owner hai to iska use Aap Bidvertiser and
Chitika jaise Ad Networks se payment Receive karne ke liye kar sakte hai.
Read Also :
1. Top 10 Usefull Apps for students in Hindi
2. Android phone se Railway Ticket kaise book kare.
3. Apne Phone se Aadhar card kaise download kare.
Paypal kya hai ?
Paypal ko 1998 me start kiya
gaya tha ye world ki sabse popular online payment company hai. Iske jariye koi
bhi easy and secure Money Transfer kar Sakta hai. Paypal ko pure world me 100
Million Members use karte hai. Ye bahut easy and secure Online payment service
provide karta hai.
Paypal ki services use karne
ke liye Aapko koi paisa kharch nahi karna padta ha. iske liye sirf Aapko ek
Paypal Account create karna hota hai or Apne bank Account ko us se link karna
hota hai. Iske baad Aap Internet ke jariye National And international Money
Transfer Asaani se kar sakte hai.
Paypal Account use karne ke kya-kya Fayde hai ?
1. Iske jariye Aap Apne Credit
card ki details share kiye bina hi Online payment kar sakte ho.
2. Iski vajah se Aapka Bank
Account details secure rahta hai.
3. Iske jariye Aap dusri
countries se easily payments Receive kar sakte ho.
4. Aap iska use Debit card and
Credit card ke Rup me kar sakte ho.
Paypal Account kaise banaye ?
Paypal Account banana bahut
easy hai Aap isko 5 minute me bana sakte hai. Paypal Account banana ke liye
niche diye steps ko Follow kare.
Step 2. Iske baad Individual Account
ke Option par tick karke continue par click kare.
Step 3. Ab ek New page open
hoga jisme Aapko Sign up Form fill karna hai.
1. Isme apni country select kare.
2. Yaha par apna Email Address Enter kare.
3. yaha aapko password enter kare.
4. Isme vahi password fir se Enter kare.
2. Yaha par apna Email Address Enter kare.
3. yaha aapko password enter kare.
4. Isme vahi password fir se Enter kare.
Step 4. Ab Apke samne
Application form show hoga isme Aapko Apne bare me sahi information dena hai.
Aap is form ko thik se bharne ke liye niche screenshot dekh sakte hai.
2. Isme apna middle name.
3. Yaha apna surname enter kare.
4. yaha aapko date of birth enter karna hai.
5. Isme apni country select kare.
6. yaha par apne home ka address daliye.
7. isme apni city ka name enter kijiye.
8. isme Apna state select kare.
9. yaha par apne Area ka pin code enter kare.
10. Apna mobile number enter kijiye.
11. is box par tick kare.
12. Ab create Account par click kare.
Congrats! Ab aapka Paypal
Account ban chuka hai. Ab Aap iska use karke kahi bhi online payment kar sakte
hai.
Read Also :
1. Seo kya hota hai (search Engine Optimization) Full Guide.
2. Apne Favorite Youtube Channels ki Monthly income kaise pata kare.
3. Yandex se Email Account kaise banaye.
Read Also :
1. Seo kya hota hai (search Engine Optimization) Full Guide.
2. Apne Favorite Youtube Channels ki Monthly income kaise pata kare.
3. Yandex se Email Account kaise banaye.
Last Words
Dosto is post me Paypal ke
bare me di gayi jankari Aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or Agar ye
post Aapko pasand Aaya to isko apne social media friends ke sath bhi share kare
taki wo bhi iske bare me jan sake.
Agar Paypal Account banana me
Aapko koi problem ho rahi ho to comment karke hame bataye ham apki puri help
karenge.
EmoticonEmoticon